Indian Film History

Bhula Hua Afsana Lyrics

From Sau Saal Baad (1966)

Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:22
Bhula huya afsana Humko na tha sunana Ab chup na raho bas aage kaho Phir kya huya phir kya huya Phir kya huya phir kya huya Bhula huya afsana Humko na tha sunana Ab chupna raho bas aage kaho Phir kya huya phir kya huya Phir kya huya phir kya huya Diware dil pe ubhara Bite dino ka saya Diware dil pe ubhara Bite dino ka saya Bhuli hai bat koi itna to yaad aaya Jane wo bat kya hai Bechain hai deewana Ab chup na raho bas aage kaho Phir kya huya phir kya huya Phir kya huya phir kya huya Yuhi tadap tadap ke Humne gujari raate Yuhi tadap tadap ke Humne gujari raate Bate bana bana ke Tumne chhupai baate Lekin nahi sunege Ab hum koi bahana Ab chup na raho bas aage kaho Phir kya huya phir kya huya Phir kya huya phir kya huya.

More songs from Sau Saal Baad

Bhula Hua Afsana Lyrics - Sau Saal Baad (1966) | Indian Film History