Bhoola Hua Afsana, Humko Na Tha Sunana, Ab Chup Na Raho Lyrics | Sau Saal Baad

                        
                        bhula huya afsana humko na tha sunana
ab chup na raho bas aage kaho
phir kya huya phir kya huya
phir kya huya phir kya huya
bhula huya afsana humko na tha sunana
ab chupna raho bas aage kaho
phir kya huya phir kya huya
phir kya huya phir kya huya

diware dil pe ubhara bite dino ka saya
diware dil pe ubhara bite dino ka saya
bhuli hai bat koi itna to yaad aaya
jane wo bat kya hai bechain hai diwana
ab chup na raho bas aage kaho
phir kya huya phir kya huya
phir kya huya phir kya huya

yuhi tadap tadap ke humne gujari rate
yuhi tadap tadap ke humne gujari rate
bate bana bana ke tumne chhupai bate
lekin nahi sunege ab hum koi bahana
ab chup na raho bas aage kaho
phir kya huya phir kya huya
phir kya huya phir kya huya.