Mohabbat Ki Ki Lyrics | Saudagar

                        
                        Ki ki ki ki ki ki ki Ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki

Sabko daal diya mushkil mein
Sabko daal diya mushkil mein
Humne aaj bhari mehfil mein
Yeh tohmat
Yeh tohmat apane sar par li
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki

Mohabbat ki ki ki

Dil ko banakar pyar ka mandir
Dil ko banakar pyar ka mandir
Hamne is mandir ke andar
Sajan ki sajan ki murat ya rakh li
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki

Aap agar yeh dil todenge
Aap agar yeh dil todenge
Ghar kya hum duniya chhodenge
Na bichhadenge
Na bichhadenge hum markar bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki
Zamane se bagawat ki
Zamana kar le ab kuchh bhi
Ji haa ji mohabbat ki ki ki
Mohabbat ki ki ki…