Indian Film History

Kaali Kaali Badli Chaayi Lyrics

From Saudamini (1950)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:06
Kaali Kaali Badli Chaayi Sawan Ki Rut Aayi Sawan Ki Rut Aayi Mast Pawan Yun Jhoom Jhoom Kar Pream Sandesha Laayi Sawan Ki Rut Aayi Kaali Kaali Badli Chaayi Sawan Ki Rut Aayi Sawan Ki Rut Aayi Aayi Madhosh Hawaye Laaye Ghanghore Ghataye Aayi Madhosh Hawaye Laaye Ghanghore Ghataye Bijali Banke Main Aaj Aayi Bijali Banke Main Aaj Aayi Chamak Chamak Kar Main Badal Mein Chamak Chamak Laherayi Chamak Chamak Laherayi Sawan Ki Rut Aayi Kaali Kaali Badli Chaayi Sawan Ki Rut Aayi Sawan Ki Rut Aayi Hai Mere Nein Ghulabi Jaise Ho Mast Kharabi Hai Mere Nein Ghulabi Jaise Ho Mast Kharabi Jhoom Jhoom Ke Loo Angadai Jhoom Jhoom Ke Loo Angadai Door Door Se Karu Ishare Kaahe Der Lagayi Kaahe Der Lagayi Sawan Ki Rut Aayi Kaali Kaali Badli Chaayi Sawan Ki Rut Aayi Sawan Ki Rut Aayi Dil Mein Kuch Armaan Liye Dil Mein Kuch Armaan Liye In Hothon Pe Mushkaan Liye Chup Ke Chup Ke Preet Lagayi Chup Ke Chup Ke Preet Lagayi Laakh Jatan Kar Aayi Phir Bhi Tumko Samj Na Paayi Tumko Samj Na Paayi Sawan Ki Rut Aayi Kaali Kaali Badli Chaayi Sawan Ki Rut Aayi Sawan Ki Rut Aayi.

More songs from Saudamini

Kaali Kaali Badli Chaayi Lyrics - Saudamini (1950) | Indian Film History