Teri Bahon Mein Jeena Hain Lyrics | Saugandh

                        
                        Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain
Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain

Gore badan pe lipta aachal
Aankho mein sharmaye kajal
Gore badan pe lipta aachal
Aankho mein sharmaye kajal

Hotho ko sabnam chume
Galo pe pasina hain
Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain

Dilbar mere tere jaisa
Dekha na deewana aisa
Dilbar mere tere jaisa
Dekha na deewana aisa
Chehra hai bhola bhala
Tu dil ka nagina hain
Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain

Dil kahta hain o diljani
Tujhpe luta doon ye zindgani
Dil kahta hain o diljani
Tujhpe luta doon ye zindgani

Naam tere likh di hain jawani
Naam tere likh di hain jawani
Tere liye doon har kurbani
Bin tere sathi mere zindagi
Zindagi na hain
Teri bahon mein jeena hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein marna hain
Teri bahon mein jeena hain
Patjhad ka na sawan ka
Ye pyar ka mahina hain
Ye pyar ka mahina hain.