Indian Film History

Mera Man Ghabraaye Lyrics

From Sawan Bhadon (1970)

Duration
3:47
Oho oho hu hu hu bas bas bas Lala lala lala lal lal la Mera man ghabraye teri ankho mein Neend na aye Haye chup hoja re soja sawariya re Mera man ghabraye teri ankho mein Neend na aye Haye chup hoja re soja sawariya re Mera man ghabraye Mangta hai tu kya chahaa hai tu kya Bol kaisa kilona main lau Pyar ki palki mein bithake tujhe Apni dunai ka raja banau Mera sapno ka tu hai sawera Mera jeevan bhi ab to hai tera Tera tera tera Mera man ghabraye Teri ankho mein neend na aye Haye chup hoja re soja sawariya re Mera man ghabraye Apni ankho ki main neend dedu tujho Aur aanchal se tujhko hawa du Apni kajal ki main dauriya dalke Dil ki dkadkan ka jhula bana doon Tujhpe sadke hai meri jawani Mere jaisi ho teri bhi rani rani Mera man ghabraye Teri ankho mein neend na aye Haye chup hoja re soja sawariya re Chup hoja re soja sawariya re Mera man ghabraye.

More songs from Sawan Bhadon

Mera Man Ghabraaye Lyrics - Sawan Bhadon (1970) | Indian Film History