Indian Film History

Aawari Lyrics

From Shab (2017)

Duration
4:07
Pehli barish ki tarah Dil ko bheega woh gayi Pehli azaan ki tarah Mujhko jagah woh gayi Aawari aawari woh puri aawari Aawari aawari woh puri aawari Khushboo saari kudrat ki Lekar woh aise phirti Jaise ke ho khud ek hawa mehki Aawari aawari woh poori awaari Aawari aawari woh poori awaari Geeli mitti ki tarah Yaadein jagah woh gayi Badle mausam ki tarah Dhadkan bada woh gayi Aawari aawari wo poori aawari Aawari aawari wo poori aawari Meri zameen, mera aasmaan Dono naya kar gayi Muskaate hoton se hi Roshan jahan kar gayi Rukha rukha dil ka mausam Woh khushnuma kar gayi Aawari aawari woh poori aawari Aawari aawari woh poori aawari.

More songs from Shab

Aawari Lyrics - Shab (2017) | Indian Film History