Ham Pyar Karna Sakta, Ke Nahi Sakta Lyrics | Shabistan

                        
                        hum pyar karna sakta ke nahi sakta
hum aankh lada na sakta ke nahi sakta
hum pyar karna sakta ke nahi sakta
hum aankh lada na sakta ke nahi sakta
o pyar jatane wale kya tera mera sath
meri phulo jaisi jawani tere kaato jaise hath
o pyar jatane wale kya tera mera sath
meri phulo jaisi jawani tere kaato jaise hath
hum hath lagana sakta ke nahi sakta
hum aankh lada na sakta ke nahi sakta
hum pyar karna sakta ke nahi sakta
hum aankh lada na sakta ke nahi sakta

hath lage murjhau mai pas na mere aana
chhod de hamse milna julna chhod de aana jana
hath lage murjhau mai pas na mere aana
chhod de hamse milna julna chhod de aana jana
hum khwab me aa na sakta ke nahi sakta
hum aankh lada na sakta ke nahi sakta
hum pyar karna sakta ke nahi sakta
hum aankh lada na sakta ke nahi sakta

kabhi ye skata kabhi wo sakta kuch nahi kar sakta
hum tumko hasana sakta hum aasu baha na sakta
hum geet suna na sakta
tum kuch bhi kar sakta ye bolo marna sakta
nahi mai mar na sakta
jo nahi marna sakta wo pyar na karna sakta
are tum jana sakta ab kabhi na gana sakta
hum pyar karna sakta ke nahi sakta
hum aankh lada na sakta ke nahi sakta
hum pyar karna sakta nahi krna sakta
hum aankh lada na sakta nahi krna sakta