Kahin Ekk Roz Mil Jaaye Lyrics | Shaitan Mujrim

Lyricist : Kulwant Jani
Music Director : Nazar Khan , Ratandeep Hemraj
Singer :
                        
                        Kahin ek roz mil jaye
Kahin ek roz mil jaye
Agar humko khuda apna
To daman tham kar puchhe
Nasiba kya likha apna
Kahin ek roz mil jaye

Hath na aayi khak bhi uski
Dil ne tamnna ki thi jis manjil ki
Barsi aankho se barsate
Aag bujhi na fir bhi karte hai yaki
Sawan ka tha mast mahina
Jab aasiyana jala apna
Kahin ek roz mil jaye

Agar humko khuda apna
To daman tham kar puche
Nasiba kya likha apna
Kahin ek roz mil jaye.