Ma Ki Mamta Pe Hum Honge Kurban Lyrics | Sham Ghansham

                        
                        maa ki mamta pe hum honge kurban
tere dudh ki kimat denge dekar apni jaan

maa ki mamta pe hum honge kurban
tere dudh ki kimat denge dekar apni jaan
aaj se tu aaram karegi aur karenge kaam
shyam ghanshyam tere shyam ghanshyam
shyam ghanshyam tere shyam ghanshyam

humko kya malum kya sach hai kya jhuth
apne hatho se tera aanchal na jaye chhuth
humko kya malum kya sach hai kya jhuth
apne hatho se tera aanchal na jaye chhuth
tere charno me hai mata apne charo dham
shyam ghanshyam mere shyam ghanshyam
shyam ghanshyam mere shyam ghanshyam
shyam ghanshyam mere shyam ghanshyam
sach bolu ya jhuth dil pe chale kataar
kat jayega mera kaleja, bant jayega pyar
sach bolu ya jhuth dil pe chale kataar
kat jayega mera kaleja, bant jayega pyar
meri hona se mamta ho jayegi badnaam
shyam ghanshyam mere shyam ghanshyam
shyam ghanshyam mere shyam ghanshyam