Agar Nibhane Ki Himmat Na Thi Aap Me Lyrics | Shankar Shambhu

                        
                        na jao re
agar nibhane ki himmat na thi aap mein
agar nibhane ki himmat na thi aap mein
dil lagana na tha dil lagana na tha
hath thama tha mera to yu rah mein
chod jana na tha chod jana na tha
agar nibhane ki himmat na thi aap mein
na jao re

tut jaye jo pal mein wo ikrar kya
tut jaye jo pal mein wo ikrar kya
jisko duniya ka dar wo dildar kya
pyar ki rah mein jab kadam rakh diya
pyar ki rah mein jab kadam rakh diya
dagmagana na tha dagmagana na tha
agar nibhane ki himmat na thi aap mein
dil lagana na tha dil lagana na tha
agar nibhane ki himmat na thi aap mein.