Ja Ja Ja Re Ja Ve Ja Baimaana Lyrics | Shankara

                        
                        ja ja ja ja re ja ve ja baimaana
mujhe bhula na bhula tujhe dil ye diwana
ja ja ja ja re ja ve ja baimaana
ja ja ja ja re ja ve ja baimaana
mujhe bhula na bhula tujhe dil ye diwana
ja ja ja ja re ja ve ja baimaana

tere meri preet hai janamo purani
tere bina adhuri meri prem kahani
tere meri preet hai janamo purani
tere bina adhuri meri prem kahani
tujhko kich layegi ye jo prem dor hai
chahe ja kahin magar aana meri or hai
koi aasa nahi meri yaade bhulna
ja ja ja ja re ja ve ja baemana
mujhe bhula na bhula tujhe dil ye divana
ja ja ja ja re ja ve ja baemana

dur yuhi rahke jo mujko jalayega
chain tujhe ayegaa na chain mujhe ayegaa
dur yuhi rahke jo mujko jalayega
chain tujhe ayegaa na chain mujhe ayegaa
dharti asmann tak faili dil ki payas hai
tujhko dhundh laungi fir bhi dil ko aas hai

ni badle ye dil chahe badle jamanaa
ja ja ja ja re ja ve ja baemana
mujhe bhula na bhula tujhe dil ye divana
ja ja ja ja re ja ve ja baemana
mujhe bhula na bhula tujhe dil ye divana