Koi Nahin Deewana Mere Lyrics | Shatranj

                        
                        Koi nahin koi nahin
Koi nahin baba koi nahin
Deewana mere jaisa koi nahin
Deewana mere jaisa koi nahin
Koi nahin koi nahin
Koi nahin baba koi nahin
Deewana mere jaisa koi nahin
Deewana mere jaisa koi nahin
Koi nahin koi nahin
Koi nahin rama koi nahin
Deewana mere jaisa koi nahin
Deewana mere jaisa koi nahin
Haseeno ke dil hai mera thikana
Haseeno ke dil hai mera thikana
Hai meri nigaaho ka koi nishana
Haa koi nahin koi nahin

Koi nahin baba koi nahin
Fasaana mere jaisa koi nahin
Fasaana mere jaisa koi nahin
Deewana tere jaisa koi nahin
Deewana tere jaisa koi nahin
Mohabaat ki dhun
Pe sunau taraana
Mohabaat ki dhun
Pe sunau taraana
Main khelu jo naghama
To jhoome zamaana
Koi nahin koi nahin
Koi nahin rama koi nahin
Taraana mere jaisa koi nahin
Taraana mere jaisa koi nahin
Deewana tere jaisa koi nahin
Deewana tere jaisa koi nahin
Sharaarat bhari
Nazar main jis pe daalu
Sharaarat bhari
Nazar main jis pe daalu
Use apne sapno ki
Raani banaalu
Koi nahin koi nahin
Koi nahin baba koi nahin
Sayana mere jaisa koi nahin
Sayana mere jaisa koi nahin
Deewana tere jaisa koi nahin
Deewana tere jaisa koi nahin
Wafa ke liye jaan apni lutaau
Wafa ke liye jaan apni lutaau
Main chaahu jise use apna banau
Koi nahin koi nahin
Koi nahin rama koi nahin
O jaana mere jaisa koi nahin
O jaana mere jaisa koi nahin
Sayana mere jaisa koi nahin
Taraana mere jaisa koi nahin
Fasaana mere jaisa koi nahin
Deewana tere jaisa koi nahin.