Pyar Hai Kya Yahi (Sad) Lyrics | Sheesha

                        
                        pyar hai kya yahi
kya yahi hai, wo pyar
tutke rah gaya, dil ka har aitbaar
na khushi wo rahi, na rahi wo bahar
pyar hai kya yahi
kya yahi hai, wo pyar
jaise koi ret pe, chamke kahi
pal bhar sabnam
jaise chala jaye koi
mahka hua, pyara mausam
koi bhule, jab pyar ki har kasam
pyar hai kya yahi
kya yahi hai, wo pyar
jise do sabkuch apna yaha
jab wo badle
jisko bharosa karo
usi ka ye pyar, dhokha nikle
tera ban kar, tujhko agar wo chhale
pyar hai kya yahi
kya yahi hai, wo pyar
tutke rah gaya, dil ka har aitbaar
na khushi wo rahi, na rahi wo bahar
pyar hai kya yahi
kya yahi hai, wo pyar