Koi Bahana Ho Jaaye, Kuch Gana Bajana Ho Jaye Lyrics | Sher Dil

                        
                        mauka bhi hai fursat bhi hai marji bhi hai aadat bhi hai
mauka bhi hai fursat bhi hai marji bhi hai aadat bhi hai
koi bahana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
koi bahana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
kuch gana bajana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
mauka bhi hai fursat bhi hai marji bhi haiaadat bhi hai
koi bahana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
kuch gana bajana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
o ho kuch gana bajana ho jaye
jab bhi samma jalti hai
parvane aa hi jaate hai parvane aa hi jaate hai
ek dusre se milne diwane aa hi
jaate hai diwane aa hi jaate hai
sangam bhi hai sargam bhi hai geeto bhara ye mausam bhi hai
mausam suhana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
kuch gana bajana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
o ho kuch gana bajana ho jaye
vo bat mat kah jana ban jaye jiski bate
vo bat mat kah jana ban jaye jiski bate
kuch aise hi ye din hai kuch aisi hi ye raate
masti bhi hai mahfil bhi masti bhi hai mahfil bhi
bahaka hua ye dil bhi hai ye dil diwana ho jaye
kuch gana bajana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
o kuch gana bajana ho jaye
tu samne hai mere mai samne hu tere hum dono ke beech me
hai is roshni ke andhere is roshni ke andhere

jalva bhi hai parda bhi hai sapna bhi hai apna bhi hai
apna begana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
kuch gana bajana ho jaye o ho kuch gana bajana ho jaye
duniya wale dilo ko milne nahi dete hai
ye pyar ke phulo ko khilne nahi dete hai
kasti bhi hai sahil bhi hai raahi bhi hai manjil bhi hai
ye dostana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
kuch gana bajana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
kuch gana bajana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
kuch gana bajana ho jaye kuch gana bajana ho jaye
kuch gana bajana ho jaye kuch gana bajana ho jaye