Tareef Kya Karu Mai Lyrics | Sher Khan

                        
                        jikar jab chhid gaya kayamat ka
baat phuchi teri jawani tak
tarif kya karu main
tarif kya karu main tumhare sawab ki
jannat se aa gayi hai pari mere khwab ki
tarif kya karu main tumhare sawab ki
jannat se aa gayi hai pari mere khwab ki
tarif kya karu main

tum dilruba anarkali ho ae janeman
aakash se jo aai ho bijali ho janeman
tum jab chalo jamin chale aasman chale
tum jab ruko jamin ruke aasman ruke
pani me rang aa gya tere kamal se
tu nachta mayur hai mere khayal se
tujhko najar lage na kahi aaftab ki
tarif kya karu main tumhare sawab ki
jannat se aa gayi hai pari mere khwab ki
tarif kya karu main

main to tumhare pyar me diwana ho gya
dilbar main tere husn ka parwana ho gya
milte rahe hai roj hi paro par me
ye aasman jamin bhi jjhume hai pyar me

maila lakoh ho tum to mahobbat ki pyar ki
tohni lago ho tum to meri jaan bahar ki
insan banke nache kirnwa hai sham ki
tarif kya karu main tumhare sawab ki
jannat se aa gayi hai pari mere khwab ki
tarif kya karu main