Aaya Karke Bhes Nirala Leke Kandhe Pe Doshala Lyrics | Sheroo

                        
                        are ho ban than kar aaya tere dware
gauri itna na batiya ho tera rasiya
aaya karke bhes nirala le ke kandhe pe doshala
tere pyar ka hai ye mara tere darsan ka matwala
aaya karke bhes nirala le ke kandhe pe doshala
tere pyar ka hai ye mara tere darsan ka matwala
aaya karke bhes nirala

koi aaya tere dware leke chand sitare
gori ab to samajh le kisi ke ye ishare
koi aaya tere dware leke chand sitare
gori ab to samajh le kisi ke ye ishare
sar pe preet ka sehra gale phulo ki hai mala
tere pyaar ka hai ye maara tere darsan ka matwala
aaya karke bhes nirala

ho aaya dur se chal ke teri nagri
tera sajan albela laya sang khushi ka mela
ho taar bajane aaya fir se preet nibane aaya
o du mai tujhko pyar dube geet sunane aaya
hai ye raagi bada nirala tere naam ki japta mala
tere pyar ka hai ye mara tere darshan ka ye matwala
aaya karke bhes nirala

o tujhe jiski hai aas aaya wo hi tere pass
jara man to mila le tu jo najro ki pyas
o tujhe jiski hai aas aaya wo hi tere pass
jara man to mila le tu jo najro ki pyas
aaya leke dil ki jholi mange preet ka ujhla
tere pyar ka hai ye mara tere darshan ka ye matwala
aaya karke bhes nirala