Indian Film History

Baba Ke Vachan Lyrics

From Shirdi Sai Baba (2001)

Duration
3:17
Om shirdi ke dar pe jo bhakt aaya Har dard mitaya meri nazar ne Samadhi pe shees jhukaya jisne Sai ne uski bigadi banai Nashvar sharir ko maine choda Phir bhi main dhoada bhakto ke khatir Samadhi se meri mannat jo mangi Safar karenge sraddha saburi Main hu amar satya tu maan le Vishwas kar le mere vachan par Mere charan pe sharan jo aaya Usi ne paya mera sahara Pooja jo karte jis bhawana se Aayenge vaise phal zindagi mein Mere bharoshe rakh zindagani Sai ki bani jaye na khali Mann ki murade kar lo puri Rahe na adhuri meri kripa se Tan mann se jo ban gaya mera Main rakhwara uss bhaktan ka Sai kahe wohi he dhanya dhanya Hua jo ananya mere charan pe Om om om…

More songs from Shirdi Sai Baba

Baba Ke Vachan Lyrics - Shirdi Sai Baba (2001) | Indian Film History