Indian Film History

Prabhu Tere Charan Pade Jahan Jahan Lyrics

From Shiv Bhakta (1955)

Duration
3:24
Sansar tumhara yaha waha Awtar tumhara kahi kahi Prabhu tere charan pade jahan jahan Hai geet hamara wahi wahi Prabhu tere charan pade jahan jahan Hai geet hamara wahi wahi Jag mein sabse nyari kashi Hai vishnath jiske wasi Jag mein sabse nyari kashi Hai vishnath jiske wasi Jiske sar se nikli ganga Ab tak uske dho charan rahi Prabhu tere charan pade jahan jahan Hai geet hamara wahi wahi Sadiyo se amar ujjain yaha Hai mahakal ko chain jaha Jo kal bali ka bhi swami Us maha kal ka bhi dham yahi Prabhu tere charan pade jahan jahan Hai geet hamara wahi wahi Tirtho ka raja rameshwar Shankar ko jaha puje raghuwar Bhagwan bhakat bhagwan dev Dharti par aisa kahi nahi Prabhu tere charan pade jahan jahan Hai geet hamara wahi wahi Ye kal hasti nirmal nagri Ye kal hasti nirmal nagri Hari har ke karan hari bhari Nit jaha sambhu ki gathaye Bhakto ne suni kaviyo ne kahi Prabhu tere charan pade jahan jahan Hai geet hamara wahi wahi.

More songs from Shiv Bhakta

Prabhu Tere Charan Pade Jahan Jahan Lyrics - Shiv Bhakta (1955) | Indian Film History