Indian Film History

Abhi Abhi Hatho Me Mehendi Lyrics

From Shiv Shakti (1980)

Lyricist
Bharat Vyas
Duration
4:56
Abhi abhi hatho Mein mehandi rachi hai Abhi abhi hatho Mein mehandi rachi hai Abhi abhi maathe Pe bindiya saji hai Aage aage dekho ji kya hoga Kya hoga ji ab kya hoga Abhi abhi hatho mein Mehandi rachi hai Abhi abhi maathe Pe bindiya saji hai Rut hai saayi rangeeli Jodi kaisi saji re Rut hai saayi rangeeli Jodi kaisi saji re Saajan ki aankhon Mein sapne milan ke Sajani ki aankhein lachili Komal kalaai mein Khanka hai kangna Komal kalaai mein Khanka hai kangna Gazre ke phoolo se Mehka hai angna Aage aage dekho ji kya hoga Kya hoga ji ab kya hoga Abhi abhi hatho mein Mehandi rachi hai Abhi abhi maathe Pe bindiya saji hai Bandh gayi preetam se dori Khol gayi gori ki chori Bandh gayi preetam se dori Khol gayi gori ki chori Saiyyan ko ghunghat Se chup chupke dekhe Chanda ko jaise chakori Naino mein pee ki Sooratiyan basi hai Naino mein pee ki Sooratiyan basi hai Mann mein khushi Hotho pe hasee hai Aage aage dekho ji kya hoga Kya hoga ji ab kya hoga Abhi abhi hatho mein Mehandi rachi hai Abhi abhi maathe Pe bindiya saji hai Bela milan ki aayi Goriya bithi lazaai Bela milan ki aayi Goriya bithi lazaai Kisne sajaniya ke Kaano mein chhedi Meethi madhur sehnaai Naata rati se madan ne hai joda Naata rati se madan ne hai joda Muskake phoolo Bhara baan chhoda Aage aage dekho ji kya hoga Kya hoga ji ab kya hoga Aage aage dekho ji kya hoga Kya hoga ji ab kya hoga.

More songs from Shiv Shakti

Abhi Abhi Hatho Me Mehendi Lyrics - Shiv Shakti (1980) | Indian Film History