Indian Film History

Tere Naal Ishqa Lyrics

From Shivaay (2016)

Duration
3:30
O… Teri tarah mujhe duniya mein Nahi koi chaah sakta Tere dil mein fikr meri Rahe sham-o-subah Tere dil mein har pal har dam hai Khayaal mera hi hai basta Tere labh pe zikr mera Rahe sham-o-subah Tere saath hoon mehfooz sada Itna tujhpe hai yakeen mera Tapti jalti inn raahon mein Tu saaya mera Sehra bhi hai gulshan ban jata Khushbu ki tarah jab tu aata Iss zindagi mein har ghadi Chahun teri panaah Tere naal ishqa mera Tere naal ishqa mera Lagta ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera zyda Main de du sadka zyda main de du sadka Lagta ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera Aa.. Tapti jaldi inn raahon mein Tu saaya mera Ho ik tere seene se lag kar hi Mere dil ko aaye sukoon Jab gham koi sataaye mujhe Main tujhe hi toh dekhun Jazbaat mere na koi samjha Iss duniya mein tu ik tere siva Har dil har sabh teri baahon mein Hai chain mila Sehra bhi hai gulshan ban jata Khushbu ki tarah jab tu aata Iss zindagi mein har ghadi Chahun teri panaah Tere naal ishqa mera Tere naal ishqa mera Lagta ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera zyda Main de du sadka zyda Main de du sadka Lagta ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera Ho tera naal main jis bhi ghadi Honthon pe laata hoon Lafzon mein kahin Khud hi chupa ehtraam paata Chahe dekh loon main ye sara jahan Sabse haseen manzar tu mera Rehta basta nigaahon mein Ik chehra tera Sehra bhi hai gulshan ban jata Khushbu ki tarah jab tu aata Iss zindagi mein har ghadi Chahun teri panaah Tere naal ishqa mera Tere naal ishqa mera Lagta ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera zyda Main de du sadka zyda Main de du sadka Lagta ibaadat warga Tere naal ishqa mera mera Mere santu sada Tu hai saaya mera Chahun teri panaah O…mere santu sada Tu hai saaya mera Chahun teri panaah..

More songs from Shivaay