Indian Film History

Aye Manya Lyrics

From Shootout At Wadala (2013)

Singers
Adnan Sami
Lyricist
Kumaar
Duration
3:04
Aye manya aye manya Manya sun na re Aye manya manya sun Bhai bole bole Bole toh peene ka Bhai bole bole Bole toh sala jeene ka Aye manya manya sun na re Aye manya manya sun Sooni sooni kali raaton ko Rangeen banaate chalein Har zakhm ko hum to Dhuyein mein udaate chalein Tedhi medhi saari rahon Ko apna banaate chalein Banate chalein Har gham ko gale se Hum to laga ke chalein Doobey hi rahen Fikar nasha peene ka Arre bhai bole bole Bole toh sala peene ka Aye manya manya sun na re Aye manya manya sun Aye manya kya bolega Aye manya kya bolega Jaane kaun se mod pe Chhoote shehar apne Lagi neend mein Thokar toot gaye sapne Sookhe patton ki tarah Hawaaon mein udne lage Jahan modh diya Kismat ne mudhne lage Nashe mein ghul raha hai Dard yeh seene ka Hey bhai bole bole Bole toh sala peene ka Aye manya manya sun na re Aye manya manya sun Hey bhai bole bole Bole toh peene ka Hey ra pa pa pa Bhai bole bole bole Toh sala jeene ka Sala jeene ka sala jeene ka.

More songs from Shootout At Wadala

Aye Manya Lyrics - Shootout At Wadala (2013) | Indian Film History