Tan Bhi Tumhara Hai, Man Bhi Tumhara Hai Lyrics | Shree Krishnarjun Yuddh

                        tan bhi tumhara hai man bhi tumhara hai
raat bhi tumhari hai din bhi tumhara hai
lekin ik baat kahu jab tum hamare ho sab kuch hamara hai

din me mile ham tum suraj chanda ban gya

raat jagmag ho gayi pyaar andha ban gaya
raat jagmag ho gayi pyaar andha ban gaya
tan bhi tumhara hai man bhi tumhara hai
raat bhi tumhari hai din bhi tumhara hai
lekin ik baat kahu jab tum hamare ho sab kuch hamara hai

pehli pehli chhed chhad hai pehli mulakate

na jaane aage kya hoga ye to hai shuruvaate