Indian Film History

Dekha Jabse Tujhe Lyrics

From Shreeman Aashique (1993)

Duration
5:04
Dekha jabse tujhe jane jana Mujhe pyar ho gaya Dekha jabse tujhe jane jana Mujhe pyar ho gaya Kahne laga ye dil deewana Mujhe pyar ho gaya, yaha Dekha jabse tujhe jane jana Mujhe pyar ho gaya Kahne laga ye dil deewana Mujhe pyar ho gaya Tere bina hain mushkil mera jeena Hogi kahi na tere jaise hasina Tere bina hain mushkil mera jeena Hogi kahi na tere jaise hasina Jadu jaga diya pagal mujhe kiya Jadu jaga diya pagal mujhe kiya Tune chain mera liya, yaha Dekha jabse tujhe jane jana Mujhe pyar ho gaya Kahne laga ye deewana dil Mujhe pyar ho gaya Raaze wafa ko tune kitna chhupaya Pahle kabhi na tune mujhko bataya Raze wafa ko tune kitna chhupaya Pahle kabhi na tune mujhko bataya Ab na chupaungi tujhko bataungi Ab na chupaungi tujhko bataungi Masti mein yahin gaungi Dekha jab se tujhe jane jana Mujhe pyar ho gaya Kahne laga ye dil deewana Mujhe pyar ho gaya Dekha jab se tujhe jane jana Mujhe pyar ho gaya Kahne laga ye dil deewana Mujhe pyar ho gaya Mujhe pyar ho gaya Ha mujhe pyar ho gaya Mujhe pyar ho gaya.

More songs from Shreeman Aashique

Dekha Jabse Tujhe Lyrics - Shreeman Aashique (1993) | Indian Film History