Indian Film History

Rut Albeli Mast Sama Lyrics

From Shriman Satyawadi (1960)

Singers
Mukesh
Lyricist
Gulzar
Duration
3:29
rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa hawa ka aachal bada hai chanchal dhire dhire gaye man teri kasam are rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa hawa ka aachal bada hai chanchal dhire dhire gaye man teri kasam in machalte paniyo me sun gungunate sahilo ki dhun rut hasin hai hum jawan haaye tauba najami jo koi has padi motiyo ki khul gayi ladi lazwaab hai kya sabab haye tauba reshmi najar pad gayi jidhar khil gayi kali are rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa hawa ka aachal bada hai chanchal dhire dhire gaye man teri kasam ye nehalla dekhe kahi aasman ko chume jami kya khyal hai bemisal haay tauba aaru liye nigah me manzile bulaye rah me intzar me bekarar haay tauba khwab to nahi ye jami khub hai duniya are rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa hawa ka aachal bada hai chanchal dhire dhire gaye man teri kasam are rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa hawa ka aachal bada hai chanchal dhire dhire gaye man teri kasam

More songs from Shriman Satyawadi

Rut Albeli Mast Sama Lyrics - Shriman Satyawadi (1960) | Indian Film History