Yahan Hum Wahan Tum Lyrics | Shrimati 420

                        
                        Yahan ham wahan tum
Mera dil huaa hai gum
Bolo kahan
Aji yahaan
Bolo kahan
Aji yahan
Yahin ham yahin tum
Kahin ho na jaayen gum
Bolo kahan
Arre yahan
Bolo kahaan
Arre yahan

Mera dil thha haseen
Mera dil thha jawaan
Liya kisne chura
Gaya haay kahan
Kahaan dil hai tera
Kahaan tera jigar
Yahaan khud hi nahin
Hamen apni khabar
Kahaan dil hai tera
Kahaan tera jigar
Yahaan khud hi nahin
Hamen apni khabar
Mat haay karo
Mera naak mein dam
Yahaan ham wahan tum
Mera dil huaa hai gum
Bolo kahan
Aji yahan
Bolo kahan
Aji yahan

Yahaan dekh liya
Wahaan dekh liya
Nahin haay kahin
Mere dil ka pata
Chalo theek huaa
Tali sar se bala
Aji jaan bachi
Karo shukr adaa
Chalo thheek huaa
Tali sar se bala
Aji jaan bachi
Karo shukr adaa
Aisa na kaho
Tumhen meri qasam
Yahan ham wahan tum
Mera dil huaa hai gum
Bolo kahaan
Aji yahaan
Bolo kahaan
Aji yahaan

Yahin ham yahin tum
Kahin ho na jaayen gum
Bolo kahan
Arre yahan
Bolo kahan
Arre yahan.