Indian Film History

Jamuna Kinare Baje Lyrics

From Shyam Tere Kitne Naam (1977)

Lyricist
Anjaan
Duration
7:05
Jamuna Kinare Baje Shyam Ki Bansuriya Shyam Ki Bansuriya Baje Shyam Ki Bansuriya Shyaam Toh Hai Radha Ka Baanwra Shyaam Toh Hai Radha Ka Baanwra O Kanha Ke Rang Rangi Radha Baanwriya Radha Rang Ranga Saanwara Saanwara..Saanwara..Saanwara..Saanwara.. Jamuna Kinare Baje Shyam Ki Bansuriya Shyam Ki Bansuriya Baje Shyam Ki Bansuriya Gokul Mein Gokul Mein Shor Mach Shor Mach Kahaan Gayi Gwalan Ki Chhoriya Kahaan Gayi Gwalan Ki Chhoriya Ghar Angana Ghar Angana Bichhra Ke Bichhra Ke Mohan Sang Rache Goriyaa Mohan Sang Rache Goriyaa O Ho Sab Mein Sama Ke Sabse Akhiyaa Chura Ke Radha Ke Sang Chala Saanwra Saanwara..Saanwara..Saanwara..Saanwara.. Jamuna Kinare Baje Shyam Ki Bansuriya Shyam Ki Bansuriya Baje Shyam Ki Bansuriya Radha Ki Radha Ki Paayal Se Paayal Se Bandhi Jaisi Murali Ki Taan Re Bandhi Jaisi Murali Ki Taan Re Kanhaa Ki Kanhaa Ki Murali Mein Murali Mein Base Jaise Radha Ke Praan Re Base Jaise Radha Ke Praan Re Oo Radha Ke Jaisi Koi Dujhi Na Premika Kanha Saa Premi Nahi Dushra Saanwara..Saanwara..Saanwara..Saanwara.. Jamuna Kinare Baje Shyam Ki Bansuriya Shyam Ki Bansuriya Baje Shyam Ki Bansuriya.

More songs from Shyam Tere Kitne Naam

Jamuna Kinare Baje Lyrics - Shyam Tere Kitne Naam (1977) | Indian Film History