Balama Mere Balama Lyrics | Shyamla

                        
                        Balama mere balama
Raha ab kya merei baho me
Jane na koi jane na
Hum to lute teri
Raho me balama

Pal pal koi tufan uthe
Sahil mera koi nahi
Mana ke mai bismil to hu
Hasil mera koi nahi
Koi fir bhi kabhi kape
Mere aansu meri aaho me
Balama mere balama
Raha ab kya merei
Baho me balama

Ye to nahi chaht bhari
Bato se gam badta nahi
Par kya karu dil se mere
Saya tera hat ta nahi
Ye to nahi chaht bhari
Bato se gam badta nahi
Par kya karu dil se mere
Saya tera hat ta nahi
Mai to chahu yu hi bhatku
Balama teri raho me
Balama mere balama
Raha ab kya merei baho me
Jane na koi jane na
Hum to lute teri
Raho me balama.