Indian Film History

Manzaraat Lyrics

From Sikandar (2009)

Singers
Shilpa Rao
Music
Justin
Lyricist
Rakesh Kumar
Duration
3:32
Ho manzaraat,ho manzaraat ghar aayi, Hatheliyon pe rangwaayi laali O chanda jaise mukhade pe Sharm aayi laali Ho manzaraat ghar aayi, Hatheliyon pe rangwaayi laali Kaisi uljhan tuti dhadkan, Hasi mein maine dard chhupaaye Raahon mein sabhi lamhe ajnabi Jaane kaha safar le jaaye Bechaini ne tufaano se , Bechaini ne tufaano se Saansein bhar daali Ho manzaraat ghar aayi, Hatheliyon pe rangwaayi laali Bole yeh kangana, baabul ka angana Hai saare hi jahaan se pyaara Janmo janam mujhe baabul yahi mile Na rishta kabhi tute hamaara Har ik gul ko,har ik gul ko, Naajon se maane Ho manzaraat, Ho manzaraat ghar aayi, Hatheliyon pe rangwaayi laali O chanda jaise Mukhade pe sharm aayi laali Ho manzaraat, ho manzaraat ghar aayi, Hatheliyon pe rangwaayi laali.

More songs from Sikandar

Manzaraat Lyrics - Sikandar (2009) | Indian Film History