Indian Film History

Zindagi Sanvar Gayi Lyrics

From Sindbad the Sailor (1952)

Lyricist
Shyam
Duration
2:58
Zindagi sanvar gayi Mastiyo se bhar gayi Jab se pyar ki nazar Dil mein hai utar gayi Zindagi sanvar gayi Mastiyo se bhar gayi Jab se pyar ki nazar Dil mein hai utar gayi Bat nayi aa gayi Baat nayi aa gayi Husn ke garur mein Sar jhuka diya hai jo Ishq ke hajur mein Baat nayi aa gayi Husn ke garur mein Sar jhuka diya hai jo Ishq ke hajur mein Janeman wo aapki Berukhi kidhar gayi Jab se pyar ki nazar Dil mein hai utar gayi Kaun hu khabar nahi Kaun hu khabar nahi Hosh kho chuki hu main Bhulkar jahan ko teri Ho chuki hu main Kaun hu khabar nahi Hosh kho chuki hu main Bhulkar jahan ko teri Ho chuki hu main Ek din ki dillagi kya Se kya hai kar gayi Jab se pyar ki nazar Dil mein hai utar gayi Dil ko aaj kya hua Dil ko aaj kya hua Hath mein na aaye hai Dhadkano ki taal par Saz saz gaye hai Dil ko aaj kya hua Hath mein na aaye hai Dhadkano ki taal par Saz saz gaye hai Kya kahu utmhe sanam Dil pe kya gujar gayi Jab se pyar ki nazar Dil mein hai utar gayi Zindagi sanvar gayi Mastiyo se bhar gayi Jab se pyar ki nazar Dil mein hai utar gayi.

More songs from Sindbad the Sailor

Zindagi Sanvar Gayi Lyrics - Sindbad the Sailor (1952) | Indian Film History