Indian Film History

Kuch Toh Hua Hai Lyrics

From Singham Returns (2014)

Lyricist
Sandeep Nath
Duration
5:07
Raaton ko apni palkon se Khwaab sajaane do Khwaab sajane do Phir khaabon ko aankhon se Neend churaane do Khaamoshiyan rakhti hain Apni bhi ek zubaan Khamoshi ko chupke Se sab keh jaane do Kuch to hua hai ye kya hua Jo na pataa hai ye jo hua Kuch toh hua hai Samjho kuch samjho na Jo kadam kadam chalun Tujhe hi tay karun main Saansein bankar tujhe odh lun Tu khayaal sa mila hai Jisko gin sakun main Aadaton mein tujhe jod lun Tujhse roshan raatein saari Tujhpe hi khatam baatein saari Khaamoshiyan rakhti hain Apni bhi ek zubaan Khamoshi ko chupke se Sab keh jaane do Kuch toh hua hai ye kya hua Jo na pataa hai ye jo hua Kuch toh hua hai Samjho kuch samjho na Tujhe ek baar pyaar se Jo chhu sakun main Waqt ko phir wahin rok doon Phir dil machal ke gar Hadon ko bhool jaaye Dhadkano ka safar chhod doon Tune di hai saari khushiyan Tu hai toh hai meri duniya Khaamoshiyan rakhti hain Apni bhi ek zubaan Khamoshi ko chupke Se sab keh jaane do Kuch toh huaa hai ye kya hua Jo na pataa hai ye jo hua Kuch toh hua hai Samjho kuch samjho na.

More songs from Singham Returns

Kuch Toh Hua Hai Lyrics - Singham Returns (2014) | Indian Film History