Maula Maula Lyrics | Singham

                        
                        roshan hai ye zameen aasmaan sab ishq ke dum se
dhalte hai din aur raat ishq ke hi dum se
khushiyo ke beshumar behisab se sikke khanke
dil ki ab har murad ishq ke hi dum se

tu hai mera khuda, ab na hona juda
karde karam ke dil yeh chain paayega
maula maula re
shukar tera maula re
rubaru hua hai mera yaar
hoo maula maula re
shukar tera maula re
rubaru hua hai mera yaar

sajde me tere hi jhuk jau mai sada
teri hi baho me ho jau lapata
chayya ho dhoop ho
rasta bhi ho naya
humko ab kaisa darr
sang jo hai tu chala

ho ab tere saare hi gum hai mere
ab meri khushiya teri hai sada
tu hai mera khuda, ab na hona juda
karde karam ke dil ye chain payega
maula maula re
shukar tera maula re
rubaru hua hai mera yaar
hoo maula maula re
shukar tera maula re
rubaru hua hai mera yaar

roshan hai ye zameen aasman sab ishq ke dum se
dhalte hai din aur raat ishq ke hi dum se
khushiyo ke beshumaar behisab se sike khanke
dil ki ab har murad ishq ke hi dum se
tu hai mera khuda, ab na hona juda
karde karam ke dil yeh chain paayega
maula maula re
shukar tera maula re
rubaru hua hai mera yaar
hoo maula maula re
shukar tera maula re
rubaru hua hai mera yaar.