Indian Film History

Jamuna Ke Paar Lyrics

From Sitara (1955)

Duration
3:34
Jamuna ke paar Koyi bansi bajaaye Tu yaad aaye balama bedardi Balama bedardi Chham chham mai naachu piya Naino me pyaar hai Thumakthumak chaal meri Teraa itazaar hai ji Teraa itazaar hai Sapno me jhumjhum Jiya mera gaye ho Sapno me jhumjhum Jiya mera gaye Jamuna ke paar Koyi bansi bajaaye Tu yaad aaye balama bedardi Balama bedardi Murali ki taan suni Nain bhaye baanware Ankhiya tujhe dhundh rahi Aa jaa more saanware Ho aa jaa more saanware Dil bole baarbaar Piya naahi aaye ho Dil bole baarbaar Piya naahi aaye Jamuna ke paar koyi Bansi bajaaye tu yaad aaye Balama bedardi balama bedardi.

More songs from Sitara

Jamuna Ke Paar Lyrics - Sitara (1955) | Indian Film History