Indian Film History

Dil Ka Taraana Gaa Le Lyrics

From Society (1955)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:13
Dil ka taraana gaa le Soch na kar matwaale Dil ka taraana gaa le Soch na kar matwaale Ye zindagaani Ye naujawaani Ye shaadmaani Phir kaha phir kaha Phir kaha Saare jahannum Saare bahishtey Jhoothe bahaane hain Pehlu ki jannat Zindaa haqeeqat Baaki fasaane hain Ye zindagaani Ye naujawaani Ye shaadmaani Phir kaha phir kaha Phir kaha Ye mast raatein Ghoome baraatein Jaa ke na aayengi ee In mehfilon ki In dilbaron ki Yaadein sataayengi Ye zindagaani Ye naujawaani Ye shaadmaani Phir kaha phir kaha Phir kaha Sar pe achal hai Marna atal hai Marne se pehle jee ee Lehron pe gaa ke Duniya pe chhaa ke Masti ke saagar pee Ye zindagaani Ye naujawaani Ye shaadmaani Phir kaha phir kaha Phir kaha haaye Dil ka taraana gaa le Soch na kar matwaale Ye zindagaani Ye naujawaani Ye shaadmaani Phir kaha phir kaha Phir kaha.

More songs from Society