Indian Film History

Dekhoji Mera Haal Badal Lyrics

From Solva Saal (1958)

Duration
6:23
Dekhoji mera haal badal gayi chaal Dekhoji mera haal badal gayi chaal Dekho mohe laaga solva saal Dekho mohe laaga solva saal Dekhoji mera haal badal gayi chaal Dekho mohe laaga solva saal Dekho mohe laaga solva Na na na na na na Hmm hmm hmm Chaand sitaare dekhoon babu To rahe nahin kaabu Chalaaye jaise jaadu Raaten bahaar ki achchaa haan Chaand sitaare dekhoon babu To rahe nahin kaabu Chalaaye jaise jaadu Raaten bahaar ki Hoy hoy hoy hoy hoy Do dinon ki ye jaawani Ajab mastaani Ho sunke deewani Baaten bahaar ki Kahengi mera haal Kahengi mera haal Ye uljhe uljhe baal Dekho mohe laaga solva saal Dekho mohe laaga solva Raah chaloon jo akeli To laakhon albele Pukaare dil lele O nainwaaliye aisa ! Haan Raah chaloon jo akeli To laakhon albele Pukaare dil lele O nainwaaliye arararara Tod ke akal ki dori Nikal padi gori Kaahe ko chori chori Jo nain waaliye Ye seedhi saadhi chaal Ye seedhi saadhi chaal Huyi re janjaal Dekho mohe laaga solva saal Dekho mohe laaga solva Shabba shabba shabba Ho rahi main bholi bhali Usiki matwaali Nazar jinne daali O dekh bhaal ke huh ! Ho rahi main bholi bhali Usiki matwaali Nazar jinne daali O dekh bhaal ke Sambhal ke gori Tera jag hai deewaana Jo ankhiyaana milaana Kadam jo uthaana To dekh bhaal ke Ajab hai ye saal Ajab hai ye saal Samajhta hai chaal Dekho mohe laaga solva saal Dekho mohe laaga solva Shabba shabba shabba Zaat mardon ki choti Nazar inki khoti Labon pe jhoothi jhooti Hai baat pyaar ki Samjhe bhai Zaat mardon ki choti Nazar inki khoti Labon pe jhoothi jhooti Hai baat pyaar ki shh Chodo gori ye kahaani Hai kitni suhaani Ye rut mastaani Ye raat pyaar ki Sunaaun jise haal Sunaaun jise haal Bichaaye wahi jaal Dekho mohe laaga solva saal Dekho inhen laaga solva saal Dekho inhen laaga solva saal.

More songs from Solva Saal

Dekhoji Mera Haal Badal Lyrics - Solva Saal (1958) | Indian Film History