Indian Film History

Jisko Us Malik Ki Rehmat Lyrics

From Son Of Hatimtai (1965)

Duration
6:34
Jab bhi dohayi gayi Tere karam ki dasta Jhuk gaye sajde me tera Naam lekar do jaha Jisko us malik ki rahmat ka Sahara mil gaya Usko manzil mil gayi Usko kinara mil gaya Jisko us malik ki rahmat ka Marde momin ne kaha Allahu akbar jis ghadi Ban gayi faulad ki zanjeer Phulo ki ladi Tur par dekha tha musa ne Jise wo kaun tha Wo kaun tha Ruk gaya toofan Ruk gaya tufan mauje ban gayi Khud na khuda Khud na khuda Khud na khuda Nuhu ki kashti ko jab Uska ishara mil gaya Usko manzil mil gayi Usko kinara mil gaya Jisko us malik ki rahmat ka Aye khuda ke nek bande Bukh me kurani na bhul Hazarat ibrahim ke bete ki Kurbani na bhul Rahe hakime momino ka Naam zinda ho gaya Kufar jab had se badha Kufar jab had se badha Islam zinda ho gaya Islam zinda ho gaya Islam zinda ho gaya Ho gaya zinda Jise uska ishara mil gaya Usko manzil mil gayi Usko kinara mil gaya Jisko us malik ki rahmat ka Sar nago hai maszide Teri mukaddar ki rah mein Jagmagata hai tera hi Naam har dargah mein Tu hai rabbul aalmi Makke madine ki kasam Tere dar par ruk gaye hai Tere dar par ruk gaye hai Har namazi ke kadam Har namazi ko tere Dar ka sahara mil gaya Usko manzil mil gayi Usko kinara mil gaya Jisko us malik ki rahmat ka.

More songs from Son Of Hatimtai