Indian Film History

Kaha Ja Rahe Ho Lyrics

From Sone Ke Haath (1973)

Music
Ravi
Duration
3:12
Kidhar ja rahe ho kaha ja rahe ho Hame sab khabar hai jaha ja rahe ho Kidhar ja rahe ho kaha ja rahe ho Hame sab khabar hai jaha ja rahe ho Kidhar ja rahe ho kaha ja rahe ho Hame sab khabar hai jaha ja rahe ho Kidhar ja rahe ho Tumne kya socha tha hoga milan Kisi din aise Sote chor ke kabu karle Aake sipahi jaise Tumne kya socha tha hoga milan Kisi din aise Sote chor ke kabu karle Aake sipahi jaise Kidhar ja rahe ho kaha ja rahe ho Hame sab khabar hai jaha ja rahe ho Kidhar ja rahe ho Pakad lenge tumko jakad lenge tumko Jane na denge jane na denge Hath lage ho badi muskil se Gin gin ke badle lenge Kidhar ja rahe ho kaha ja rahe ho Hame sab khabar hai jaha ja rahe ho Kidhar ja rahe ho Tum to kisi ke dil ki chori karke bhag rahe the Lekin pahra dene wale naina jag rahe the Pyar ke kaidi sono tumhe hum aaj saja dete hai Bandh ke julfo ki dori se dil me jagah dete hai Kidhar ja rahe ho kaha ja rahe ho Hame sab khabar hai jaha ja rahe ho Kidhar ja rahe ho kaha ja rahe ho Hame sab khabar hai jaha ja rahe ho Kidhar ja rahe ho.

More songs from Sone Ke Haath

Kaha Ja Rahe Ho Lyrics - Sone Ke Haath (1973) | Indian Film History