Sar Pe Topi Kali Lyrics | Sone Ki Lanka

                        
                        Sar pe topi kali sar pe topi kali
Uspe chhoti resham wali
Sar pe topi kali
Uspe chhoti resham wali
Tere jaisa kahin shabaab nahin
Tera jawab nahin
Tera jawab nahin
Hoy kurata malmalwala
Kurata malmalwala
Ho uspe buta kala kala
Kurata malmalwala
Ho uspe buta kala kala
Tere jaisa koi janaab nahin
Tera jawab nahin
Tera jawab nahin
Chikane chikane gaal pe tere
Kaala kaala til
Tere kaala til ne churaya
Iss aashiq ka dil
Tere ghulaabi hoth se tapke hain

Paan ki laali
Teri isi adda pe marti hain
Teri dilwali
Kaan mein jhoome baala
Kaan mein jhoome baala
Uss pe jhoomar hain matwala
Tere jaisa kahin shabaab nahin
Tera jawab nahin
Tera jawab nahin
Tera ye masum sa chahera
Ye teri muskaan
Jeene na degi diljaani
Le legi meri jaan
Ye teri madmast jawani
Uspe baheki chaal
Bahek rahein hain
Kadam ye mere
Mujhko jara sambhal
Daal tumein varmala
Daal tumein varmala
Ban jaau mera gharwala
Tera jaisa koi janaab nahin
Tera jawab nahin
Tera jawab nahin
Sar pe topi kali
Uspe chhoti resham wali

Tere jaisa kahin shabaab nahin
Tera jawab nahin
Tera jawab nahin
Kurata malmalwala
Ho uspe buta kala kala
Tere jaisa koi janaab nahin
Tera jawab nahin
Tera jawab nahin.