Indian Film History

Makhmal Ho Ya Taat Ka Parda Lyrics

From Soorma Bhopali (1988)

Duration
6:15
Makhmal ho ya tat ka parda Makhmal ho ya tat ka parda Makhmal ho ya tat ka parda Parda hai har hal mein parda Parda hai har hal mein parda Makhmal ho ya tat ka parda Makhmal ho ya tat ka parda Kahte dhan ki laz ke saye Kahte dhan ki laz ke saye Kahe apna pap chhupaye Kahe apna pap chhupaye Din hote hi sab khul jaye Din hote hi sab khul jaye Raz to hai zazbat ka parda Dhund raha kyu rat ka parda Tan ko apne man se dho le Rakh le apni bat ka parda Parda hai har hal mein parda Makhmal ho ya tat ka parda Makhmal ho ya tat ka parda Manav kyu manav se ruthe Manav kyu manav se ruthe Insa kyu insa ko lute Insa kyu insa ko lute Kisi ke man ka tar na tute Kisi ke man ka tar na tute Shisha ae dil ehsas ka parda Ye jeevan ek aash ka parda Pal do pal hai teri hasti Pal do pal hai sans ka parda Sukh kar man ke karan chhute Janam janam ka phera Karam hi tera darpan baba Karam hi parda tera Parda hai har hal mein parda Makhmal ho ya tat ka parda Makhmal ho ya tat ka parda Sant bali avtar payambar Sant bali avtar payambar Sari duniya jinse munuwar Sari duniya jinse munuwar Zinda hai jo aaj bhi mar kar Zinda hai jo aaj bhi mar kar Pas bhi hai aur dur ka parda Maut hai is dukh dur ka parda Duniya duniya karne wale Duniya duniya karne wale Tod na dil ke nur ka parda Ye takabar ye khudi ka balpan Rah jayega rah jayega Tee tan ka aakhiri Fanda kapat rah jayega.

More songs from Soorma Bhopali

Makhmal Ho Ya Taat Ka Parda Lyrics - Soorma Bhopali (1988) | Indian Film History