Chalo Chaman Mein Jaye Lyrics | Spy in Rome

                        
                        Chalo chaman mein jaye phool chun laye
Mai sadh ke yaar ke din bahar ke
Din hai bahar ke
Chalo chaman mein jaye phool chun laye
Mai sadh ke yaar ke din bahar ke
Din hai bahar ke

Mava jab aayi meri lat lahrai
Udd jaye mera chain karar
Paas to aa ab dur na jaa
Mujhe karni hai bate hajar
Yu hi gujar na jaye
Ja ke phir na aaye jamane pyar ke
Din hai bahar ke
Din hai bahar ke

Chain na aaya dil jab se lagaya
Din gujare na gujare raat
Ham hai tumhare
Kiye lakh ishare tum samjhe na dil ki baat
Aa aa palak chup rahe
Aao umar kahe ye aaj pukar ke
Din hai bahar ke
Din hai bahar ke
Chalo chaman mein jaye phool chun laye
Mai sadh ke yaar ke din bahar keDin hai bahar ke.