Sona Chandi Lyrics | Stumped

                        
                        Na dharm hai na jaat hai
Na bhed hai na bhat hai
Na dharm hai na jaat hai
Na bhed hai na bhat hai
Iss khel mein kya baat hai
Geeta bharat sara
Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamara
Geeta bharat sara
Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamara

Ye cricket hai ye khel hai
Ye dilo ka mel hai
Ye cricket hai ye khel hai
Ye dilo ka mel hai
Ye hamari jaan hai
Dil ka ye armaan hai
Iss khel mein kya baat hai
Iss khel mein kya baat hai
Geeta bharat sara
Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamara
Geeta bharat sara

Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamara

Gaav ka gilli danda ye
Apne izzat ka zanda ye
Test ho ya oneday
Sunday ho ya monday
Ye karib sab ke dil ke
Ek nava fakir mil ke
Iss khel mein kya baat hai
Iss khel mein kya baat hai
Geeta bharat sara
Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamara
Geeta bharat sara
Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamaraa
Worldkup hamara
Worldkup hamara
Worldkup hamara
Worldkup hamara

Terasi ko doharana hai
Worldkup lana hai
Sau karod ki aas hai
Worldkup worldkup
Worldkup ki pyas hai
Dil mein viswas hai
Jab tak dhadakti sans hai
Jab tak hume viswas hai
Jitoge tum jitoge tum viswas hai

Geeta bharat sara
Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamara
Geeta bharat sara
Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamara
Geeta bharat sara
Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamara
Geeta bharat sara
Sona chandi ka nara
Hai worldkup hamara.