Indian Film History

Sakhi Sajan Ne Mujhko Lyrics

From Suhag Sindoor (1953)

Singers
Geeta Dutt
Duration
3:15
Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai Dekho dekho bulawa aaya hai Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai Dekho dekho bulawa aaya hai Aaya hai Jiske liye pyar bekarar tha Aankho me intzar intzar tha Jiske liye pyar bekarar tha Aankho me intzar intzar tha Uske milan ka Uske milan ka mauka aaya hai Dekho dekho bulawa aaya hai Aaya hai Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai Dekho dekho bulawa aaya hai Aaya hai Aasha ka chand muskane laga Sapno ki dunia basane laga Aasha ka chand muskane laga Sapno ki dunia basane laga Ab kirno se Ab kirno se sandesha laya hai Dekho dekho bulawa aaya hai Aaya hai Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai Dekho dekho bulawa aaya hai Aaya hai Is dil mein dard ab paida hua Aahe aur aasu ka sauda hua Is dil mein dard ab paida hua Aahe aur aasu ka sauda hua Aao dil ko Aao dil ko lutane aaya hai Dekho dekho bulawa aaya hai Aaya hai Sakhi sajan ne mujhko bulaya hai Dekho dekho bulawa aaya hai Aaya hai.

More songs from Suhag Sindoor

Sakhi Sajan Ne Mujhko Lyrics - Suhag Sindoor (1953) | Indian Film History