Indian Film History

Mere Banda Nawaz Lyrics

From Sultan E Deccan Banda Nawaz (1982)

Singers
Aziz Nazan
Duration
5:52
Mere banda nawaz Main ghesu daraaz Aapke darpe sabhi ek hai Kya mehmood kya ayaaz Banda nawaaz khwaza Ghesu daraaz khwaza O mere khwaza o mere khwaza Banda nawaaz khwaza Mere khwaza ghesu daraaz khwaza Allah ko mohmmad pyaare Mohammad ko tum pyare khwaza Gham gusaro ke daata Be saharo ke sahare data Aaftaabe ishayat se tumko Hote hai ishare khwaza Jinki duniya hai andheri Jinki duniya hai andheri Tu unke ujhale khwaza Banda nawaz khwaza Ghesu daraaz khwaza O mere khwaza o mere khwaza Banda nawaaz khwaza Mere khwaza ghesu daraaz khwaza Majboor bekasoor ka Tu hi sahara khwaza Majboor bekasoor ka Tu hi sahara khwaza Majboor bekasoor ka Tu hi sahara khwaza Tufaane gham mein dedo Mujhko kanaark khwaza Tufaane gham mein dedo Mujhko kanaark khwaza Tufaane gham mein dedo Mujhko kanaara khwaza Bigadi meri bana do Bigadi meri bana do Bigadi meri bana do Kardo ishara khwaaza Bigadi meri bana do Kardo ishara khwaaza Mauje munho ke maile Mauje munho ke maile Tumko pukara khwaza Banda nawaz khwaza Ghesu daraaz khwaza O mere khwaza o mere khwaza Banda nawaaz khwaza Mere khwaza ghesu daraaz khwaza Banda nawaaz khwaza Mere khwaza ghesu daraaz khwaza Ek nazar nazre karam mujhe pe uthaya khwaza Ek nazar nazre karam mujhe pe uthaya khwaza Haale dil mera nahin tumse chhupaya khwaza Haale dil mera nahin tumse chhupaya khwaza Bahot betaab hoon ab jalwa dikha de khwaza Bahot betaab hoon ab jalwa dikha de khwaza Gar ye mumkin nahin Gar ye mumkin nahin toh duniya se utha de khwaza Banda nawaz khwaza Ghesu daraaz khwaza O mere khwaza o mere khwaza Banda nawaaz khwaza Mere khwaza ghesu daraaz khwaza Banda nawaaz khwaza Mere khwaza ghesu daraaz khwaza Banda nawaaz khwaza Mere khwaza ghesu daraaz khwaza Banda nawaaz khwaza Mere khwaza ghesu daraaz khwaza.

More songs from Sultan E Deccan Banda Nawaz

Mere Banda Nawaz Lyrics - Sultan E Deccan Banda Nawaz (1982) | Indian Film History