Jaaniye (Sad) Lyrics | Summer 2007

                        
                        Tanhaayi hai phir bhi main bekas nahi hoon sajana
Teri yaadein jo meri nas nas mein hai
Maalum nahi hai mere dil ki yeh baatein tujhko
Phir bhi murjhaayi si ik khwaaish bhi hai
Jindagi ki kisi mod se gujarate, mil jaaye tu toh main keh du tujhe

Jaaniye mere aankhon ki tu hai roshani
Jaaniye tere mohabbat ki main hoon roshani
Jaaniye
Jaaniye, jaaniye, jaaniye.