Sun Zarra (Title) Lyrics | Sun Zara

                        
                        Sun zara dil ki sun zara
Sun zara dil ki sun zara

Ek pal pyaar ka
Hai bahot hi bada
Sun zara dil ki sun zara
Sun zara dil ki sun zara

Dekha nahi kyon
Apna lage hain
Kya jaane woh
Mujhse kahe hain
Aawaz jo mujhe
Chhoo gayi hain
Meri rooh ko ek
Ishaara kare hain
Mere dholna mere dholna
Sun zara dil ki sun zara
Sun zara dil ki sun zara

Yeh pyaar ka jo
Mausam hain aaya
Dil ko mere ab koyi bhaaya
Jaise hawaon mein
Khushboo ghuli ho
Aise woh mujh
Mein aake samaaya
Mere dholna mere saathiya
Sun zara dil ki sun zara
Sun zara dil ki sun zara
Ek pal pyaar ka
Hai bahot hi bada

Sun zara dil ki sun zara.