Indian Film History

Hello Hello Kya Haal Hai Lyrics

From Sunehra Sansar (1975)

Music
Naushad
Lyricist
Anand Bakshi
Duration
3:02
Hello hello kya haal hai Bada bura ye kaal hai Behti hui si chaal hai Hello hello kya haal hai Bada bura ye kaal hai Behti hui si chaal hai hello Aur toh shikwa koi nahi Hosh main hoon main khoyi nahi Din bhar dil ko chain raha Raat pal bhar soi nahi Aapka ye kamaal hai Hello hello kya haal hai Bada bura ye kaal hai Yaaraa ra Yaaraa ra Phool khile barsaat huyi Din bhi kaaya raat hai Mujhko kuch bhi yaad nahi Sab jaane kyaa baat huyi Hardam tera khyaal hai Hello hello kya haal hai Bada bura ye kaal hai Aao baitho paas mein Paas lambi baat kum Hamdono ki ek khusi Hamdono ka ek gham Hello hello kya haal hai Bada bura ye kaal hai.

More songs from Sunehra Sansar

Hello Hello Kya Haal Hai Lyrics - Sunehra Sansar (1975) | Indian Film History