Indian Film History

Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Lyrics

From Suno Sasurjee (2004)

Duration
6:35
Aaja aaja sapno mein aane wale aaja Aaja aaja sapno mein aane wale aaja Dil bada bekarar hai ab tera intezar hai Aaja aaja sapno mein aane wale aaja Aaj kal raat bhar neend aati nahin Ek pal bhi teri yaad jaati nahin Mujhpe tere pyaar ka chaane laga hai nasha Mujhpe tere pyaar ka chaane laga hai nasha Dil bada bekarar hai ab tera intezar hai Aaja aaja sapno mein aane wale aaja Khushboo ki tarah kyon mehekne lagi Soch ke hi tujhe main behekne lagi Mujhko nahin hai pata na jaane kya ho gaya Mujhko nahin hai pata na jaane kya ho gaya Dil bada bekarar hai ab tera intezar hai Aaja aaja sapno mein aane wale aaja Aaja aaja sapno mein aane wale aaja Dil bada bekarar hai ab tera intezar hai Aaja aaja sapno mein aane wale aaja.

More songs from Suno Sasurjee