Indian Film History

Door Se Ek Pardesi Lyrics

From Surajmukhi (1950)

Duration
3:04
Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya Aansu laya aahe laya Ujadi huyi nigahe laya Aansu laya aahe laya Ujadi huyi nigahe laya Bikti hai aashaye lelo Tute dil ki duaye lelo Lelo koi do roti huyi Aankhe lekar aaya Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya Yeh jhumar virah ki kahani Yeh kangan barbad jawani Yeh jhumar virah ki kahani Yeh kangan barbad jawani Yeh jhumke aashko ki ghadiya Yeh gazre aaho ki ladiya O dilwalo koi dil ke Tukde lekar aaya Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya.

More songs from Surajmukhi

Door Se Ek Pardesi Lyrics - Surajmukhi (1950) | Indian Film History