Indian Film History

Sonewale Jaag Zara Lyrics

From Surang (1953)

Lyricist
Shevan Rizvi
Duration
5:36
Sonewale jaag zara kyu Samay suhana khota hai Koi musafir dera dale Koi ruksar hota hai Jisko tune ghar samjha Ye duniya musafir khana hai Jisko tune ghar samjha Ye duniya musafir khana hai Bari bari ek din sabko Chod ke ye ghar jana hai Ye duniya musafir khana hai Char dino ka jinan leke Dunia me tu aaya hai Mitti ka tu putla hai Aur shish mahal banwaya hai Aur shish mahal banwaya hai Ye na soche ek din tujhko Mitti mein mil jana hai Deewana hai deewana hai Duniya musafir khana hai Thodi der ka hai ye tamasha Thodi der ki hai ye bahar Aandhi ke ek jhoke se Lut jayega tera ye gulzar Lut jayega tera ye gulzar Yahi hamesha rahna hai tujhko Tune agar ye jana hai Deewana hai deewana hai Duniya musafir khana hai Dum hi dum ki duniya hai ye Dum ka kaum bharosha re Ghadi ghadi ghadiyal pukare Kafil hosh me aa ja re Rashte ko tu manjil samjhe Manjil se begana hai Deewana hai deewana hai Duniya musafir khana hai Jisko tune ghar samjha Ye duniya musafir khana hai.

More songs from Surang