Indian Film History

Ye Suraj Chand Sitare Lyrics

From Swarg Yahan Narak Yahan (1991)

Lyricist
Indeevar
Duration
5:55
Ye sooraj chand sitare Sab ke liye inke nazare Par teri chamak bas Mere liye hi hain Teri chamak bas Mere liye hi hain Tu hai noor hamara Tuhi mann ke gagan ka sooraj Tu mere nain ka tara Ye sooraj chand sitare Sab ke liye inke nazare Par teri chamak bas Mere liye hi hain Teri chamak bas Mere liye hi hain Tu hain noor hamara Tuhi mann ke gagan ka sooraj Tu mere nain ka tara Tu tham ke ungli meri Abhi sikh raha chalna Main har pal saath hoon tere Tujhe mushkil nahin sambhalna Mat thamna haath kisi ka Tu apne pal pal chalna Pairo pe khada hone ko Khud girna khud hi sambhalna Jo karte hain khud pe bharosha Jo karte hain khud pe bharosha Wo lete nahin sahara Tu hi mann ke gagan ka sooraj Tuhi mere nain ka tara Mangi to khilana kya hain Lage nahin jo khudai Maine tere hi sapno se Ghar ki har cheez sajai Hai swarg yaha narak yaha Tere haath bigadna sawarna Jo khwab adhure chhodu Wo khwab tu pure karna Chalna tu waha se aage Chalna tu waha se aage Jaha ruke meri jeevan dhara Tuhi mann ke gagan ka sooraj Tu mere nain ka tara Ye sooraj chand sitare Sab ke liye inke nazare Par teri chamak bas Mere liye hi hain Teri chamak bas Mere liye hi hain Tu hai noor hamara Tuhi mann ke gagan ka sooraj Tu mere nain ka tara.

More songs from Swarg Yahan Narak Yahan

Ye Suraj Chand Sitare Lyrics - Swarg Yahan Narak Yahan (1991) | Indian Film History